Lyricists

Music Directors

sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaa ankhiyon ki dibeeya bhar de re nindeeya jaadu se jaadu kare jaa sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaaa na

ankhiyon ki dibeeya bhar de re nindeeya jaadu se jaadu kare jaaa na

bhure bhure baadalon ke bhaalu loriyaan sunaaye la ra ra ru – 2 taaron ke kanchon se raat bhar khelenge sapno mein chanda aur tu sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaa

peele peele kesari hain gaanv geeli geeli chandni ki chhanv – 2 bagulon ke jaise re dube huey hain re paani mein sapnon ke paanv sapna re sapna hai koi apna ankhiyon mein aa bhar jaa ankhiyon ki dibeeya bhar de re nindeeya jaadu se jaadu kar ja sapna re sapna – 2 ankhiyon ki deebiya – 2 sapna re sapna ankhiyon ki dibeeya