yeh sarsrati hawa jaaye chaaron disha aise hi mukt mann mera bhi ho gaya

ye hawa… sar-sar-sariya… sar-sar-sariya… kyun na lehra ke main bhi disha disha nagar nagar jaaun

khila khila sa jo… mera ye mann hai khila khila sa jo… mera ye tann hai

jo rang rang hai… mere sapne to sab rang hi… laage apne

jo rut koi chhaayi toh chha jaane de jo aayi angdaai toh aa jaane de hawaayein jo batayein wohi maan le tu mann ki satrangi hai ye jaan le

ye sarsarati hawa jaaye chaaron disha aise hi mukt mann mera bhi ho gaya

ye hawa… sar-sar-sariya… sar-sar-sariya… kyun na lehra ke main bhi disha disha nagar nagar jaaun

lage ke abhi tu hai anjaani jagat mein jitna bhi hai paani hai prem utna mere mann mein tu hi to basi hai mere jeevan mein

teri vani mere mann me samati to hai teri baat mujhe sapne dikhati to hai tujhe jo dekhu badhti ye dhadkan to hai hui meethi meethi si mann mein uljhan toh hai

yeh sarsaraati hawa jaaye chaaron disha aise hi mukt mann mera bhi ho gaya

ye hawa… sar-sarsariya… sar-sarsariya… kyun na lehra ke main bhi disha disha nagar nagar jaaun

sarsariya