Shaapit-hindi-1913
bhulenge na yeh pal jab apane pyaar ka beeta kal shaapit huwa
kya kya hota hai chaahat ki anjaani si raahon mein dekha hamane jaakar khud apani maut ki gufaao mein katara katara chillaati hai andhkaar ki har deewaar aaya aashiq shaapit kar ke sunkar aashiq ka ijhhaar shaapit huwa tere pyaar mein shaapit huwa ikraar mein – 2 bojhal ho gaya pyaar pehana gayi woh maut ka haar aur main shaapit huwa
sochane ki yeh baat hai jisame na jism hai na jaan hai ?? ke jivit shaap ne chhine mere praan hai na shamajhe woh prem ?? judaayi ka ehsaas mehbub aur mehbuba ke tadapate dil ki bhuk aur pyaas shaapit huwa tere pyaar mein shaapit huwa ikraar mein – 2 bojhal ho gaya pyaar pehana gayi woh maut ka haar aur main shaapit huwa
tere pyaar ki jyot mujhe iss andhakaar se bachaayegi o mere ?? tere haathon se hi mukti paayegi aayega woh pal jab khushiya chikhengi chillaayengi tere paas tere sapani ki raajkumaari aayegi baahon mein baahein haathon mein haath chaahu bas tera hi saath har din har raat bhulenge na yeh pal jab apane pyaar ka beeta kal shaapit huwa shaapit huwa shaapit huwa shaapit huwa