Aisha-hindi-1913
sham bhi koi jaise hai nadi lehar lehar jaise beh rahi hai koi ankahi koi ansuni baat dheemi dheemi keh rahi hai kahi na kahi jaagi hui hai koi aarzoo kahi na kahi khoye hue se hai main aur tu ke boom boom boom para para hai khaamosh dono ke boom boom boom para para hai madhosh dono jo gumsum gumsum hai yeh fizaye jo kehti sunti hai yeh nigahe gumsum gumsum hai yeh fizaye hai na
suhani suhani hai yeh kahani jo khamoshi sunaati hai jise tune chaha hoga wo tera mujhe wo yeh batati hai main magan hoo par na jaanu kab aane wala hai wo pal jab haule haule dheere dheere khilega dil ka yeh kamal ke boom boom boom para para hai khaamosh dono ke boom boom boom para para hai madhosh dono jo gumsum gumsum hai yeh fizaye jo kehti sunti hai yeh nigahe gumsum gumsum hai yeh fizaye hai na
yeh kaisa samay hai kaisa sama hai ke sham hai pighal rahi yeh sab kuch hasee hai sab kuch jawa hai hai zindagi machal rahi jagmagati jilmilati palak palak pe khwaab hai sun yeh hawaye gungunaye jo geet lajawab hai ke boom boom boom para para hai khaamosh dono ke boom boom boom para para hai madhosh dono jo gumsum gumsum hai yeh fizaye jo kehti sunti hai yeh nigahe gumsum gumsum hai yeh fizaye hai na