Lyricists:

 Javed Akhtar

Singers:

 Madhushree

main ik lehar hoon jo samay ki nadi se bas tumse milne kinaare thi aayi magar jo bhi ho har ik lehar ko mit jaana hai nadi mein hi jaa ke

tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gham bhi diye sharminda hoon – 2 tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gum bhi diye sharminda hoon – 2 sach kehti hoon dil hi dil mein sharminda hoon

duniya jo chahe keh le par tujhko milne se pehle khud se bhi naa mill saka tha main khoya saa tha main uljha sa tha ki tujh bin meri na thi koi raahien meri zindagi tujh bin thi jaise oss ki boond patti se ab giri ab giri – 2 main agar saans thi tum khushboo thay kaise kaise pal pal yaadon ke tumhe aise kho ke akele main zinda hoon kyun?

kagaz tha main hawa mein udta tune mujh pe jaane kya likh diya mujhko abb toh naye shabd hai mill gaye ye shabd ye pyar ke tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gum bhi diye sharminda hoon – 2 sach kehti hoon dil hi dil mein sharminda hoon

sitaaron se aage jahaan aur bhi hai abhi ishq ke imtehan aur bhi hai aur bhi hai tu shaheen hai parwaaz hai kaam tera tere saamne asmaan aur bhi sitaaron se aage jahaan aur bhi hai

tum ho sach ki ho koi parchhayi kya tum ek khwaab ho jo kahin nahi bheegi hai palkein meri takiye hai mere num tum hi bataao mujhko kaise bhulaaun yeh

tumko maine chaha bhi hai tumhi ko maine gum bhi diye sharminda hoon – 3 duniya jo chahe keh le par tujhko milne se pehle khud se bhi naa mill saka tha main khoya saa tha main uljha sa tha ki tujh bin meri na thi koi raahien meri zindagi tujh bin thi jaise oss ki boond patti se ab giri ab giri – 2