Aas Paas-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
shehar me charcha hai -2 ye duniya kehti hain shaher mein charcha hai ye duniya kehti hain gali me meri ek ladki kanwari rehti hai kahi tu wahi to nahi-3 ha ha bolo shehar me charcha hai – 2 jamana kehta hain shehar me charcha hai jamana kehta hain gali me meri ek mera deewana rehta hai kahi tu wahi to nahi -3 bolo
sun ri kamla ek jatt amla muchh na dadi ghoda gaadi leke aaya ho aaya dil ghabraya main sharmaai ram duhayi meri nindiya tuti jo dekha ye sapna chhupata hain kyun surat saf dikha chehra apna kahi tu wahi to nahi -3 ho
dekh o banke ye khat padhke kisne likha hai ismein likha hai teri deewani deewani main diljani – 2 band ke baja leke aaja dikha du ye tujhko isse pehchane to mujhe shak hota hai tujhpe bura na mane to kahi tu wahi toh nahi -3 hoi hoi bol na
sajha hai mandap samne tere aa chal lele ham bhi phere o mud ja jatta ho jatta chhod duppata – 2 aur to ho par ye nahi hoga yehi ho jaye na ye hote dekha hain mere hatho me ye jiske lagan ki rekha hain kahi tu wahi to nahi -3 ho bol shehar me charcha hai jamana kehta hain gali me meri ek mera deewana rehta hai kahi tu wohi to nahi – 3 wohi to nahi -2 ha ha bolo