Aasha-hindi-1913
Singers:
Lata Mangeshkar
ho aa aa……… shisha ho ya dil ho -2 aakhir tut jata hai – 4 lab tak aate aate hatho se sagar chut jata hai -3 shisha ho ya dil ho aakhir tut jata hai
ho……… kafi bas arman nahi kuchh milna aasan nahi duniya ki majburi hai phir taqdir jaruri hai yeh jo dushman hai aise dono razi ho kaise ek ko manao to duja ruth jata hai -3 shisha ho ya dil ho aakhir tut jata hai
baithe the kinare pe maujo ke ishare pe – 2 ham khele tufano se is dil ke armano se hamko ye malum na tha koyi sath nahi deta -2 majhi chod jata hai saahil chut jata hai -3 shisha ho ya dil ho -2 aakhir tut jata hai – 4 shisha ho ya dil ho
duniya ek tamasha hai aasha aur nirasha hai thode phul hai kante hai jo taqdir ne bante hain apna apna hissa hai apna apna kissa hai koi lut jata hai koi lut jata hai -3 shisha ho ya dil ho aakhir tut jata hai – 4 lab tak aate aate hatho se sagar chut jata hai -3 shisha ho ya dil ho