Shukrana gul khile

Shukrana gul khile

Shikara-hindi-2020

tu hai ab jo bahoon mein karaar hai rab ka shukrana saanson mein hai nasha

khumaar hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai

rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana

rab kashukrana

tu mila toh sab mila ab kisi se kya gilaa tujhme simtoon aa mein bikhroon

teri bahoon mein tu mila toh sab mila ab kisi se kya gilaa

tujhme simtoon aa mein bikhroon

teri bahoon mein fanaa ho jaon main tu hi ab duniya meri jahan hai rab ka shukrana khwaabon ki khayalon ki

udaan hai rab ka shukrana rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana

mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana sab se ho jaon parey

jo ishaara tu karey ab toh rehna hai tujhi mein gumshudaa hoon main

sab se ho jaon parey jo ishaara tu karey

ab toh rehna hai tujhi mein gumshudaa hoon main

ho teri bahoon mein jazbon ka ab toh naya bayaan hai rab ka shukrana naya rutbaa nayi shaan hai

rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai

rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai tu

rab ka shukrana rab ka rab ka rab ka shukrana