Silsila yeh chahat kaa

Silsila yeh chahat kaa

Devdas 2002-hindi-1913

Lyricists:

 Nusrat Badr

Music Directors:

 Ismail Darbar

mausam ne lee angdayee aayee aayee laherake barkha phir chhayee chhayee chhayee jhonka hawa kaa aayega aur yeh diya bujh jayega

silsila yeh chahat kaa naa maine bujhne diya ho o o… hm mm mm… silsila yeh chahat kaa naa maine bujhne diya piya yeh diya naa bujha hai naa bujhega meree chahat kaa diya mere piya abb aaja re mere piya ho mere piya abb aaja re mere piya iss diye sang jal raha meraa rom rom rom aur jiya abb aaja re mere piya ho mere piya abb aaja re mere piya fasla tha duree thee -2 tha judayee kaa aalam intjar me najre thee aur tum wahan the -3 jhilmilate jagmagate khushiyo me jhumkar aur yaha jal rahe the ham – 2 phir se badal garja hai garaj garajke barsa hai ghumke tufan aaya hai par tujhko bujha nahee paya hai o piya yeh diya chahe jitna sataye tujhe yeh sawan yeh hawa aur yeh bijliya mere piya abb aaja re mere piya ho mere piya abb aaja re mere piya

dekho yeh paglee divanee duniya se hai yeh anjanee jhonka hawa kaa aayega aur iska piya sang layega

oh piya abb aaja re mere piya silsila yeh chahat kaa naa dil se bujhne diya oh piya yeh diya silsila yeh chahat kaa naa dil se bujhne diya oh piya yeh diya ai piya piya piya