Music Directors:

 Ajay-Atul

mantra

mann bhanwar uthe tann sihar uthe jab khabar uthe ke aawe singham

na agan jale na magan jale bas kehar chale jab aawe singham

buron ko khench ke khench ke dhul dabeech ke lehpath padh jaaye bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bhich ke jappi mil jaaye na kisi se yeh kam bada iss mein hai dum nar singh hai yeh singham mann bhanwar uthe tann sihar uthe jab khabar uthe ke aawe singham

na agan jale na magan jale bas kehar chale jab aawe singham

dil toh sacha hai iss dil mein rakh luin sapna accha hai palkon se dhakloo dil vil se toh hai yeh ek baccha sharaarat karta hi phire agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha ghusa hi mile taaza hai hawa ka yeh jhoka yahan wahan behta hi phire agar kabhi isska raasta roka tufan sar chade buron ko khench ke khench ke dhul dabich ke lehpath padh jaaye bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye na kisi se yeh kam bada iss mein hai dum nar singh hai yeh singham mann bhanwar uthe tann sihar uthe jab khabar uthe ke aawe singham

yeh na sataka hai raste se katlo tagda jhatka hai dum hai toh chakh lo atrangi hai josh mein chalta bahon mein bijli si chale bisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa miley jaise koi sher sehra mein chalta saara jag raundta chale yaaron bus ladhne ka isse chaska parbat se bhide buron ko khench ke khench ke dhul dabich ke lehpath padh jaaye bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye na kisi se yeh kam bada iss mein hai dum nar singh hai yeh singham mann bhanwar uthe tann sihar uthe jab khabar uthe ke aawe singham singham……