Bharat-hindi-2019
Lyricists:
Irshad Kamil
aaj ki shaam lage picture ka scene koi picture ka scene koi picture ka scene koi main hero jaisa aur tu heroine koi tu heroine koi tu heroine koi
story kahan kahan se oh ghoom ghaam ke aa gayi motion mein
aaja doob jaun teri aankhon ke ocean mein slow motion mein aaja doob jaun teri aankhon ke ocean mein slow motion mein
aaj ki shaam lage picture ka scene koi picture ka scene koi picture ka scene koi ho… main bhi rangeen lagoon tu bhi shaukeen koi tu bhi shaukeen koi tu bhi shaukeen koi
poori purity hai aaj mood mein aur apne emotion mein
aaja doob jaun teri aankhon ke ocean mein slow motion mein aaja doob jaun teri aankhon ke ocean mein slow motion mein
ring leke badey wali ik din tujhe maine kar lena hai win ring leke bade wali ek din tujhe maine kar lena hai win phir shaadi hogi babies honge badlenge hum napkin
kabhi ho jaane do ji meeting phir hogi hamari setting phir mummy papa ko bolenge karo hamari wedding
hoga hill pe honeymoon delay isme nahi soon din thode bache hain relationship ke promotion mein haan aaja aaja aaja
aaja doob jaun teri aankhon ke ocean mein slow motion mein aaja doob jaun teri aankhon ke ocean mein slow motion mein
slow motion mein slow motion mein…
slow motion mein…
pyaar ho toh aata hai maza apne hi soshan mein slow motion mein ho aaja doob jaun teri ankho ke ocean mein slow motion mein slow motion mein slow motion mein…