soch mein antar koyi nahi phir rai mein antar kyun hai? hum jisko kahte hai yun hai wo kahte hain yun hai are soch mein antar koyi nahi phir rai mein antar kyun hai? hum jisko kahte hai yun hai wo kahte hain yun hai

mujhko lagta hai ki sidhi upar jaati hai upar dekh ke kahte hai wo niche aati hai

soch mein antar koyi nahi phir rai mein antar kyun hai? hum jisko kahte hai yun hai wo kahte hain yun hai

are soch mein antar koyi nahi phir rai mein antar kyun hai? hum jisko kahte hai yun hai wo kahte hain yun hai

shanti shanti

haan bin dekhen hi kah dete hai aakash bada neela hai

haan baadal dekh ke main bola tha aaj bada geela hai

soch mein antar koi nahi

maan mein hogi baat koi jo unki sir se nikli

maan mein hogi baat koi jo unki sir se nikli

santi santi sunti thi wo saath ke ghar se nikli are pothe choo ke batlaate hai paalak ya sarsoo hai

rahu-ketu chandra kahan kya kaal sani bin hai panchang ko dekh ke batlaati hai raat hai ya din hai

are kal ka vrat batlaade to kahti hai parso hai