Aplam Chaplam-hindi-1913
Lyricists:
Prem Dhawan
Singers:
Lata Mangeshkar
subah hoti hai sham hoti hai zindagi yuhi tamam hoti hai – 2
haye wo bachpan ki rangi yadgar yaad aate hai wo din bhi bar bar khelna phulo mein titli ki tarah daudna barkha mein bijli ki tarah roz wo gudiyo ki shadi dhum se nachna gana galiyo mein jhum ke sang sakhiyo ke wo jhule preet ke taal dena milke dil ke geet pe bas yahi thi choti si duniya meri janti thi isko hi main zindagi subah hoti hai sham hoti hai zindagi yuhi kaha hoti hai
ek din utha aisa toofansa dil mein jaga anjana arman sa chod ke mujhko mera bachapan gaya khelti thi jisme wo angan gaya dil mein koi apna banke aa gaya ek nasha sa zindagi pe cha gaya chand taro se bate hone lagi door khwabo mein nazare khone lagi pyar mein yu mera dil madhosh tha hosh tha mujhko to itna hosh tha subah hoti hai sham hoti hai zindagi yuhi kaha hoti hai