Subah kee dhup see sham ke rup see

Subah kee dhup see sham ke rup see

Dhoop Non-Film-hindi-1913

subah kee dhup see sham ke rup see meree sanso me thee jiskee parchhaiya dekh kar tumko lagta hai tum ho wohee sochtee thee jise meree tanhaiya tha tumhara hee mujhe intjar – 2 han intjar

dhup me chanv see shahar me ganv see meree raho me thee jiskee parchhaiya dekh kar tumko lagta hai tum ho wohee sochtee thee jise meree tanhaiyan tha tumhara hee mujhe intjar – 2 han intjar

ho jab tum gum thee tab bhee tum thee jitna mai tha utnee tum thee

ho… dur the jab tum pas the aise nind se jhanke sapna jaise koyee jana apna jaise

subah kee dhup see sham ke rup see meree raho me thee jiskee parchhaiya

dekh kar tumko lagta hai tum ho wohee sochtee thee jise meree tanhaiya tha tumhara hee mujhe intjar -2 han intjar panchhee jage manjar dole ghar ke chhup chhup han kone bole

lekar tumse rup sunhara dhula andhera saja savera har darpan me ho ek hee chehra dhup me chav see shahar me gav see meree raho me thee jiskee parchhaiya dekh kar tumko lagta hai tum ho wohee

sochtee thee jise meree tanhaiya tha tumhara hee mujhe intjar -2 han intjar subah kee dhup see sham ke rup see meree sanso me thee jiskee parchhaiya – 2