jhure jhure ghan ghaiya – 4 sun lo re bandhu sun lo re mitwa de ne ko hum aaye hai tum sabhi ko nauta – 2 aao re aao tum ye kahani suno hai mazedar ye dastan sun lo re bandhu sun lo re mitwa – 2

rehti thi jaha ek neelam pari waha aaya koi shehzada do nigahe mili do dilo ne kiya saath jeene ka marne ka vada

aao re aao tum ye kahani suno hai mazedar ye dastan sun lo re bandhu sun lo re mitwa – 2 kya tumne ya baat suni hai ye jo nadhi hai kaisi nadhi hai tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano

ye nadhi hai kahaniyo ki ek nadhi hai kahaniya behti yaha raat me chand aur sare tare yaha sunne aate hai koi kahani subha aa ke machchalti hai ziddi hawa phulo se bhi hai kehti diwani aao re aao tum ye kahani suno hai mazedar ye dastan sun lo re bandhu sun lo re mitwa – 2

pyar se meetha nadiya ka pani geeto ke jaisi is ki ravani tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano pi liya is nadhi ka jo pani kabhi bhool jaoge tum ho kaha doob hi jaoge is ki gehrayi me paas tum is nadhi ke jo aaye har kahani me sapno ke majdhar hai aur ye nadiya kahani sunaye aao re aao tum ye kahani suno hai mazedar ye dastan sun lo re bandhu sun lo re mitwa de ne ko hum aaye hai tum sabhi ko nauta sun lo re bandhu sun lo re mitwa – 4