Aisha-hindi-1913
tum ho kamaal tum bemisaal tum lajawab ho aisha aisi haseen ho jis ko choo lo usko haseen kar do tum sochti ho duniya me koi bhi kyu kharaab ho aisha
tum chahati ho tum koi rang har zindagi me bhar do bhar do nikli ho likhne kismat kisiki apni hi dhun me tum aisha yeh shauk kya hai yeh zid hai kaisi itna bata do humko
suljaane me tum aur bhi uljane hoti ho jo ghum aisha apni bhi koi uljan ko door kar ke dikha do humko suno aisha itna to tum bhi samjho aisha tum chahe jitna chaho aisha tum jitni koshish karo lo aisha tum sa na hoga koi
baaton me ho aa jaati ho jaati ho jazbaati soche samjhe bin ke mohabbat ki hai rah kya pal me ho ke diwaani karti ho tum manmaani tumko hai duniya vuniya ki koi parwaah kya aisha jise kehte hain ek hain wo lakho me dil me jaake rukti hain wo aati hai jo ankhho me magar aisha itna to tum bhi samjho aisha tum chahe jitna chaho aisha tum jitni koshish karlo aisha tum sa na hoga koi
suno aisha itna to tum bhi samjho aisha tum chahe jitna chaho aisha tum jitni koshish karo lo aisha tum sa na hoga koi – 2