Suno kaho kaha suna kuchh huva kya

Suno kaho kaha suna kuchh huva kya

Aap Ki Kasam-hindi-1913

suno kaho kaha suna kuchh huva kya abhi to nahi hmmm kuchh bhi nahi – 2

are chali hawa jhuki ghata kuchh huva kya hmmm abhi to nahi kuchh bhi nahi

teri kasam yeh dilkash nazare karte hain ishare jo samajhe koi mere sanam yeh khamosh aankhe bhi karti hain batein jo samjhe koi samjha nahi tum samjha do are suno kaho kaha suna kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi

bas jo chale to subah se lekar rahu sham tak main tere sang mein gar ho sake to main apne dil par tera nam likh doon har ek rang mein baton mein na uljhaao suno kaho kaha suna kuchh huva kya ooo abhi to nahi hmmm kuchh bhi nahi

achchha kabhi phir bat chhedenge marzi nahi hai tumhari abhi kuchh ho gaya to badi hogi mushkil ke chhoti umar hai hamari abhi main kya karoon batla do suno han kaho kaha han suna kuchh huva kya abhi to nahi kuchh bhi nahi are chali hawa jhuki ghata kuchh huva kya zara sa kuchh huwa to hai – 4