Aakrosh 2010-hindi-2010
Lyricists:
Irshad Kamil
Singers:
Sukhwinder Singh
toh bholo siya pati ramchandra maharaj ki jai pavan sut hanuman ki jai jai ho
suno suno ram katha ye har legi sakal vyatha ye dashrath ke sukh ki gatha pursho me jo uttam tha
suno suno suno woh adhyaye jab purshottam shri ram ne lanka pe kar ke chadayi ravan ko dhul chatayi aur sita bhi wapas aayi
suno suno suno sunaun kalyug me satyug darshau subh subh subh sandesh sunau ram-siya ke gun main gau
suno suno ram katha ye har legi sakal vyatha ye dashrath ke sukh ki gatha pursho me jo uttam tha
purshottam ram jagat ke pavan putra ram bhakat the laxman the dhal se bhari lanka pe hui chadayi phir ram ji ne apni ardhangani mata sita ko paya
purshottam ram jagat ke pavan putra ram bhakat the laxman the dhal se bhari lanka pe hui chadayi toh bolo siya pati ram chandra maharaj ki jai
lanka pe lankesh hara ke dekh tir shamsiro se chale ayodhya ram palat ke viro se randhiro se
adhro pe muskan dhari bhuja me apni mann bhara jai jai jai ram hui aur lanka me lankesh mara
ram chale to sevak bratha sath chale gav gav me ram-siya ki baat chale jahan jahan se ram ki sena guzar rahi umad gumad ke jungle aaye aaj wahi
shor machaye jashn manaye ram-siya ke darshan paye jai jai jai jaikal bulaye pag pag pe dip jalaye
are suno suno ram katha yeh har legi sakal vyatha yeh dashrath ke sukh ki gatha pursho me jo uttam tha
aur us ke baad sab mil kar ayodhya laut aaye
khushi ke palchi uss pal bitaye ek murkh jab bola aise ram hai keval lanka jitaye lanka jitaye kya paya hai sita ko ram ne pawan kya pawanta ko bhang kar gaya papi ravan
ram yeh sun ke reh gaye mann se rutha rutha agni pariksha de do bole pawan site agni pariksha asur dhara ne manwa sincha sita ne di agan pariksha
achhayi ki jit sunischit hoti hai sachayi hi sabse menhga moti hai hua dam ko tha sir nicha safal ho gayi agan pariksha are safal ho gayi agan pariksha
gad gad ho ram yu bole pawan se bhed yu khole satya aur prem kabhi na mrityu ke aagey dole
suno suno ram katha ye har legi sakal vyatha ye dashrath ke sukh ki gatha pursho me jo uttam tha to bolo siya pati ramchandra maharaj ki jai pawan sut hanuman ki jai jai ho