Karan Arjun-hindi-1913
ho ho ho ho ho……… – 3 suraj kab dur gagan se chanda kab dur kiran se khushbu kab dur pawan se kab dur bahar chaman se yeh bandhan toh pyar kaa bandhan hai janmo kaa sangam hai – 2 suraj kab dur gagan se chanda kab dur kiran se khushbu kab dur pawan se kab dur bahar chaman se yeh bandhan toh pyar kaa bandhan hai janmo kaa sangam hai
tum hee mere jivan ho tumhe dekh dekh jee lungee – 2 mai toh tumhare khatir duneeya kaa jaher pee lungee tere pavan charno me aakash jhuka denge ham teree rah me jo sholay ho toh khud ko bichha denge ham yeh bandhan toh pyar kaa bandhan hai janmo kaa sangam hai – 2
mamta ke mandir kee hai too sab se pyaree murat – 2 bhagwan najar aata hai jab dekhe teree surat jab jab duneeya me aaye teraa hee aanchal paye janmo kee divaro par ham pyar apna likh jaye yeh bandhan toh pyar kaa bandhan hai janmo kaa sangam hai – 2
suraj kab dur gagan se chanda kab dur kiran se khushbu kab dur pawan se kab dur bahar chaman se yeh bandhan toh pyar kaa bandhan hai janmo kaa sangam hai ho ho ho ho ho ho oh oh oh oh……