Kalank-hindi-2019
Lyricists:
Amitabh Bhattacharya
Music Directors:
Pritam
di nahi dua bhale na di kabhi baddua na khafa huey na hum huey kabhi bewafa
tum magar bewafa ho gaye kyun khafa ho gaye ke tumse juda hoke hum tabaah ho gaye
tabaah ho gaye tabaah ho gaye tabaah ho gaye
phir akhiyan mein preet ki teri reet jaga jaana mohey chhod ke jaane ki khatir hi laut ke aa jana
phir akhiyan mein preet ki teri reet jaga jaana mohey chhod ke jaane ki khatir hi laut ke aa jana
haan ghair ke humnawa ho gaye kyun khafa ho gaye ki tumse juda hoke hum tabaah ho gaye…
tabah ho gaye tabah ho gaye tabah ho gaye
haan sajde mein humne maanga tha umar humari bhi lag jaaye tumko khud se hi tauba karte the nazar na humari lag jaaye tumko
haan sajde mein humne maanga tha umar humari bhi lag jaaye tumko khud se hi tauba karte the nazar na humari lag jaaye tumko
hum magar… hum magar nagawara kis tarah tumhe ho gaye ki tumse juda hoke hum tabaah ho gaye
tabah ho gaye tabah ho gaye tabah ho gaye