Jeena Tere Bina - Arun Daga-hindi-1913
teree yaade – 2 tapte jarro kee tadpan beete lamhon kee dhadkan behake jasbat me teree yaade jinda hain – 2 – 2
phasale kuchh lakiro ke badhane lage hain phaisale kuchh nasibo ke hone lage hain – 2 jita hu dur tumse phir bhee tu shikva hai – 2 tapte jarro kee tadpan beete lamhon kee dhadkan behake jasbat me teree yaade jinda hain -2
manjile kuchh toh sapno see lagane lagee hain duriya kuchh kyun apano kee hone lagee hain – 2 sehta hu ashk tere phir bhee tu ruswa hain – 2 tapte jarro kee tadpan beete lamhon kee dhadkan behake jasbat me teree yaade jinda hain -4