Jeans-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
tauba tauba ye jalwe kaise koi na bahke pure hi badan me jaise roshni bhari tu hai koi hur ya koi pari hai tauba tauba ye jalwe kaise koi na bahke
pyari si murat bholi si surat phul ki jaise ho pankhari tera badan hai ya hai koi ras ki gagar chhalak pari gahri nashili gahri nili aankho me hai masti badi honth gulabi muskaye to chhalke ek moti ki lari husn ki malika khwabo ki rani tere jaisa koi nahi is duniya me lakho hasin hai lekin aisa koi nahi tauba tauba ye jalwe kaise koi na bahake
hai ye chand jaisa chehra aur kanwal ki danthal gardan morni si chal hai teri hirni jaisi chanchal chitvan tu jaha jaha se gujare mehke woh rahe sari rang rang tu chhalke to mehke nigahe sari
chand nagar me thandhi hawaye pyar ki mai le aayunga fir mai chand ke chandi aur sone se mehal banayunga tare todke launga aur sara mehal sajayunga narm mulayam badal mai waha tere liye bichhaunga phulo se shabnam launga fir mai tujhe nahlaunga our us bhige husn ko jana aankho se pi jaunga tauba tauba ye jalwe tauba tauba ye jalwe kaise koi na bahke pure hi badan me jaise roshni bhari tu hai koi hur ya koi pari hai tauba tauba ye jalwe kaise koi na bahke