Music Directors:

 Gajendra Verma

kuch soch ke bola hoga tumne ye pyaar bhi tola hoga tumne ab na hai toh phir na sahi dilbar iss dil ko ye samjha liya humne

isme tera ghata mera kuch nahi jata zyada pyaar ho jata toh main seh nahi pata x2

kuch khaas tha ye jaan leti jo meri nazar se dekha hota tumne iss baat ka bas gham hua mujhko thodi si bhi koshish naa ki tumne

isme tera ghata mera kuch nahi jata zyada pyaar ho jata toh main seh nahi pata x2

socha nahi tha zindagi mein yun milogi milke bhi tum na meri ho sakogi par yaad aayegi jab bhi tumhari shiqayatein na hongi bas dua rahegi

ab aur kya kehna hoga humne karna tha jo woh kar liya tumne shayad rahun ya na rahun dilbar badla kabhi ye faisla tumne

isme tera ghata mera kuch nahi jata zyada pyaar ho jata toh main seh nahi pata x2