baatein teri karte huye thak’ke sou jaati hoon sirhaane aasmaan jaane kahan mudd jaati hain? dekhte dekhte tujhe ye galliyaan

teri tarah hmm khushbu chale taare hamari tarah raaton se mile

interlude

asim azhar begins

suni nahin zamaane ne teri meri kahaniyaan kar de koi nawazishein karam meherbaaniyaan

ye aarzoo deke dekhe ye duniya hum jaise koi deewana hi nahin

kar de koi nawazishein karam meherbaaniyaan

interlude

raat andheri mein chup rahe the ghum ek savera dhund rahe the sadiyon se jaise jaag rahe the pyaar ko apne thaap rahe the

phir gir pade koi mila na sahara kya karein?

suni nahin zamaane ne teri meri kahaniyaan

interlude

tera woh pyaar yaad aayega bhulega na ye dil mera kya ho gaya socha na tha

tera woh pyaar tera woh pyar tera woh pyaar tera woh pyar

teri woh khamoshiyaan kehti thi woh sabhi jo tu na keh saki kaise batati tujhe sharmaati thi main jaise aanchal mein jalta diya

khoye kahan? mujhko bata tere woh pyar yaad aayega bhulega na ye dil mera

tera woh pyaar bhulega na ye dil mera kya ho gaya socha na tha

tera woh pyaar tera woh pyar tera woh pyaar tera woh pyar