tere bina marz aadha adhoora hai ek dhund hai sham hai na savera hai tanha hoon main phir bhi tanha nahi darr ye hai ke fanah ho na jaun

aaja na nigahon se ilzaam de adaon se paigaam de koi toh mujhe naam de ishq hai badnuma

besabar ho rahi hai ye meri bahein tu kahan hai benazar ho rahi hai yeh nigahein tu kahan

apne dil se mera haq mitane lage mere har khaab ko tum jalane lage dil mein bharne laga hai dhua