Fanney Khan-hindi-2018
paglaayi paglaayi duniya ye logon ko padhti hai akhbaaron ki hi tarah dekhein woh jismon se aage bhi thoda sa baaton ke piche bhi jhanke zara
jo hai chhupa jo na padha kitna kuch hai aisa likha nazron mein jo aaya nahi duniya walo ko na dikha
tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon tere mere jaisa koi hoga kyun tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon
chamkile kaagaz si mushkaanein hain inn honton pe beimaani sanwar hum jaise ho inn chonton pe
sach mein kabhi haans na sake ghul ke ro bhi paate nahi kya rog hai hum kyun bhala jo hai woh ho jate nahi
tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon tere mere jaisa koi hoga kyun tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon
sapno se tu zinda sapno se hi main zinda hun jhoothi si duniya ki parwah humne karni hi kyoon kuch khaash hai kuch khoob hai tujhme tujhko hai yeh khabar ek dosti sach se kareeb dooja saathi tera sabar
tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon tere mere jaisa koi hoga kyun tere jaisa tu hai mere jaisi main hoon x2