Veer Zaara-hindi-1913
tere liye ham hai jiye honto ko siye tere liye ham hai jiye har aansu piye dil me magar jalte rahe chahat ke diye tere liye tere liye tere liye ham hai jiye har aansu piye tere liye ham hai jiye honto ko siye dil me magar jalte rahe chahat ke diye tere liye tere liye
aa zindgi le ke aayi hai beete dino ki kitab – 2 ghere hai ab hamein yaadein be-hisaab bin poochhe mile mujhe kitne saare jawaab chaaha tha kya paaya hai kya hamne dekhiye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye tere liye
kya kahoon duniya ne kiya mujh se kaisa bair – 2 hukam tha main jiyun lekin tere baghair naadaan hai woh kehte hain jo mere liye tum ho ghair kitne sitam hampe sanam logon ne kiye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye tere liye tere liye ham hain jiye honton ko siye tere liye ham hain jiye har aansoo piye dil mein magar jalte rahe chaahat ke diye tere liye – 6