Tere mere pyaar ki daastaan

Tere mere pyaar ki daastaan

Luck By Chance-hindi-1913

Lyricists:

 Javed Akhtar

jab hawaaye sunaati hai tere mere pyaar ki daastaan sunati hai yeh fiza sunati hai ye jamin sunata hai aasmaan – 2 isliye phulo me kaliyo me khushbu hai isliye parvato jharano mein jaadu hai isliye nikhare hai raaste baadiyaan ho jab hawaaye sunaati hai tere mere pyaar ki daastaan ho o sunati hai yeh fiza sunati hai ye jamin sunata hai aasmaan

sapano ka yeh mausam hai dil se dil ka sargam hai sulagi sulagi honto par halki halki shabnam hai chalate chalate kaha aa gaye hum tum jo paas aaye sharma gaye hum khud ko khoya tumhe pa gaye hum ho isliye hum bhi toh karte yu preet hai isliye gunjate ansune geet hai isiliye toh koi aarju hai jawaan

mehaki si hai tanhaayee rut hai jaise lalsaayi ho dil mein lete hai armaan angadaayi par angdaayi thodi si toh rakho hamse duri kyun kahaani rahe yeh adhuri sab toh kehna nahi hai jaruri isliye milake bhi milane ki pyaas hai isliye pyaar ko kal ki bhi aas hai isliye toh hasin lagati hai duriya jab hawaaye sunaati hai tere mere pyaar ki daastaan sunati hai yeh fiza sunati hai ye jamin sunata hai aasmaan mm mm mm hmm hmm hmm hmm na na na na na na isliye nikhare hai raaste vaadiya