Shivaay-hindi-1913
teri tarah mujhe duniya mein nahi koi chaah sakta tere dil mein fikr meri rahein shaam o subah
tere dil mein har pal hardum hai khayal mera hi hai basta tere labh pe zikr mera rahein shaam o subah
tere sath hoon mehfooz sada itna tujhpe hai yakeen mera tapti jalti inn rahon mein tu saaya mera
sehra bhi hai gulshan ban jaata khushbu ki tarah jab tu aata iss zindagi mein har ghadi chaahun teri panaah
tere naal ishqa mera tere naal ishqa mera lagta ibaadat warga tere naal ishqa mera mera
zyada main de doon sadka zyada main de doon sadka lagta ibaadat warga tere naal ishqa mera mera
tapti jaldi inn rahon mein tu saaya mera
ho ik tere seenein se lag kar hi mere dil ko aaye sukoon jab gham koi sataye mujhe main tujhe hee toh dekhun
jazbaat mere na koi samjha iss duniya mein tu ik tere siva har dil har shabh teri baahon mein hai chain mila
sehra bhi hai gulshan ban jata khushbu ki tarah jab tu aata iss zindagi mein har ghadi chaahun teri panaah
tere naal ishqa mera tere naal ishqa mera lagta ibaadat warga tere naal ishqa mera mera
zyada main de doon sadka zyada main de doon sadka lagta ibaadat warga tere naal ishqa mera mera
ho tera naam main jis bhi ghadi honthon pe laata hun lafzon mein kahi khud hi chhupa ehteraam main paata hun
chahe dekhlun main ye saara jahan sabse haseen manzar tu mera rehta basta nigaahon mein ik chehra tera
sehra bhi hai gulshan ban jata khushbu ki tarah jab tu aata iss zindagi mein har ghadi chaahun teri panaah
tere naal ishqa mera tere naal ishqa mera lagta ibaadat warga tere naal ishqa mera mera
zyada main de doon sadka zyada main de doon sadka lagta ibaadat warga tere naal ishqa mera mera
mere sang tu sada tu hai saaya mera chaahun teri panaah x2