Bhrashtachar-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
sa re ga ma tum bhee gao sa re ga ma yeh toh huye sur abb inn pe bithaye bol tere naina tere naina tum aisa karo yeh gao mere naina mere naina ha tere naina mere naino se mithi mithi bate karte hain jab naina bate karte tab dil mulakate karte hain mere naina o tere naina mere naina mere naina mithi mithi bate karte hain mere naina tere naina mere naino se mithi mithi bate
inn bato se mulakato se koyee naa koyee banegee kahanee phulo ke sang sang dil bhee khilenge aayegi aisi rut mastani dekhate rehana tere naina mere naino se
dekho toh jara tum aisa lagata hai mere mathe se gir gayi bindiya tujhe bindiya kee padi huyee hai mere naino se udd gayi nindiya udd gaya chain tere naina mere naino se
kaha se aaye dar lagata hai gir jayungi thokar lagegi aisa nahee hoga mere naino se abb sab kuchh too dekha karegi ha dekha karegi din ho ke raina tere naina mere naino se……