Hichki-hindi-2018
khwabon ki nagri haqiqat banane aye dil ik din ka ye qissa nahi
khud ke hone ki paheli suljhane jo aye dil ik ka ye qissa nahi
kadamon mein jamaa jo thakaan chain ki neendein aati wahaan kadamon mein jamaa jo thakaan chain ki neendein aati wahaan
itni suhaani banaa ho na purani teri dastaan…
hum to na kehte andhera kehta jugnoo mein rehta ik taara rehta hum to na kehte andhera kehta jugnoo mein rehta ik taara rehta
aansu moti kharcho na khamiya khaas samjho na itni suhaani bana ho na purani teri dastaan…
sun lo na ghaltiyon ka hai kehna nadaaniyon mein tajurba baitha jazbaton ki baaton mein na aana jazbaati nazron ko dikhta dhundhla
aansu moti kharcho na khaamiyan khaas samjho na itni suhaani bana ho na purani teri dastaan…
chanda tak pakka sa rasta banana jo hai aye dil ik din ka ye qissa nahi band dil baahon ko khilna sikhana jo aye dil ik din ka ye qissa nahi
ho na purani teri dastaan…