Teri khaamoshi jubaan ban gayi

Teri khaamoshi jubaan ban gayi

Pyar Hua Chori Chori 1991-hindi-1913

Lyricists

Singers

teri khaamoshi jubaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi – 2 tune mujhase kuchh na kahaan maine sab sun liya teri khaamoshi jubaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi

rakhe jo paanv dil ki jamin par – 2 tune bana di jannat yahin par abb yeh jamin aasmaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi teri khaamoshi jubaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi

tujhasa hasin mera dil nahi tha – 2 shaayad main tere kaabil nahi tha – 2 kismat magar meherbaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi teri khaamoshi jubaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi tune mujhase kuchh na kahaan maine sab sun liya teri khaamoshi jubaan ban gayi ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi