Kesari-hindi-2019
mmm hmm…
oh ranjhanaa ve teri saanson pe thoda sa watan ka bhi haq tha na dekh mujhe yun mud mud ke tera mera saath yahin tak tha
ye teri zameen tere khoon se hi toh sajti sanwarti hai ranjhe tere ishq ki main haqdaar nahi teri heer toh dharti hai ranjhe haaye…
teri mitti mein mill jaawan gul banke main khill jaawan itni si hai dil ki aarzoo
teri nadiyon mein beh jaawan teri kheton mein leharawaan itni si hai dil ki aarzoo
mmm mm…
aye meri zameen afsos nahi jo tere liye sau dard sahe mehfooz rahe teri aan sada chaahe jaan meri yeh rahe na rahe
aye meri zameen mehboob meri meri nass nass mein tera ishq bahe pheeka na pade kabhi rang tera jismon se nikal ke khoon kahe haaye…
teri mitti mein… gul banke main… itni si hai dil ki aarzoo haaye…
teri nadiyon mein beh jawaan teri phaslon mein lehrawaan itni si hai dil ki aarzoo