saiyyan ne pyar maanga dil ka karar maanga sautan ko nakdi di humse udhar maanga

chor ki dadhi thi dadhi mein timka tha saiyyan bedardi to ghode sa hinka tha pakdi kalayi thi ankhiyan dabayi thi saiyyan miyan hamre lagte the bhenge se bhenge se bhenge bhenge bhenge se

main boli thenge se main boli thenge se main boli thenge se

main boli thenge se main boli thenge se main boli thenge se

saiyyan ne hath maanga do pal ka sath maanga hum thode sharmaye kuch aisa raat maanga

dekha mein bhole the par mann ke dole the yeh mughal-e-azam ho to hum bhi sholay the

unne jo chheda tha humne khadeda tha chipki thi unki nazrein humre lehnge se lehnge se lehnge lehnge lehnge se

main boli thenge se main boli thenge se main boli thenge se

main boli thenge se main boli thenge se main boli thenge se

begum se humne jo thoda sa pyar manga badle mein begum ne meena bazaar maanga

sone ka baala ho motiyan ki mala ho heere ki jhunni ho chandi ka jhala ho taare dupatte pe sab kuch tha batte pe yun shauk begum bola ke the mehange se mehange se mehange mehange mehange se

main bola thenge se main bola thenge se main bola thenge se

main bola thenge se main bola thenge se main bola thenge se