Khatta Meetha-hindi-1913
hu hu u la la la la……… thoda hai thode kee jarurat hai jindagee phir bhee yaha khubsurat hai thoda hai thode kee jarurat hai -2
jis din paisa hoga woh din kaisa hoga uss din pahiye ghumenge aur kismat ke lab chumenge bolo aisa hoga thoda hai thode kee jarurat hai…
sun sun sun hawa chalee saba chalee teraa aanchal se udd ke ghata chalee sun sun sun kaha chalee me chune jara aasman chalee badal pe udna hoga thoda hai thode kee jarurat hai -3
lata hamne sapna dekha hai koyee apna dekha hai – 2 jab rat kaa ghunghat utrega aur din kee dolee gujaregee tab sapna pura hoga thoda hai thode kee jarurat hai jindagee phir bhee yaha khubsurat hai thoda hai thode kee jarurat hai
chottee see yeh duneeya meree puree duneeya hai ang liye rang liye sang chalenge sath hai ham sath hai sub sath rehenge thoda hai thode kee jarurat hai
thoda hai thode kee jarurat hai – 2 jindagee phir vaha khubsurat hai thoda hai thode kee jarurat hai – 2