Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahaan bhi hai tu muskura

Yuvvraaj-hindi-2008

tu muskura jahaan bhi hai tu muskura tu dhoop ki tarah badan ko chu jara sharir se yeh muskurahatein teri badan mein sunati hoon main aahatein teri labon se aake chhu le apane lab jara tu mukura jahaan bhi hai tu muskura sharir se yeh muskurahatein teri badan mein sunati hoon main aahatein teri

aisa hota hain khayalon mein aksar tujh ko sochu toh mahak jati hoon meri rooh mein basi hain teri khushbu tujhako choo loon to bahek jaati hoon teri aankhon mein -2 koi to jaadu hain tu muskura jahaan bhi hai tu muskura – 2 tu dhoop ki tarah badan ko chhu jara sharir se yeh muskurahatein teri badan mein sunti hoon main aahatein teri

tej chalati hain hawaao ki saansein mujhko baahon mein lapet ke chhupale teri aankhon ki hasin loriyo mein main badan ko bichhaau tu sula le teri aakhon mein -2 koi to nasha hai tu muskura jahaan bhi hai tu muskura

tu muskura jahaan bhi hai tu muskura tu dhoop ki tarah badan ko chhu jara sharir se yeh muskurahatein teri badan mein sunati hoon main aahatein teri