Tujhse pehle tujhse zyada

Tujhse pehle tujhse zyada

Marudhar Express-hindi-2019

Lyricists

Music Directors

tujhse pahle tujhse jyada rab se maine kuch na maanga kar gayi mujhko fakeera tu

chain kahin na pal bhar paun tujhpe hi main waapas aaun main parinda aur jajeera tu

kaise ye bataun tujhe kis kadar main chahun tujhe

mere haath pe jo likhta hai lakeere tuhi to hai mera wo khuda chahe tu duba de chahe tu bacha le dariya aur kinaara sab tera

tujhse pahle tujhse jyada rab se maine kuch na maanga kar gayi mujhko fakeera tu

chain kahin na pal bhar paun tujhpe hi main waapas aaun main parinda aur jajeera tu

kaise ye bataun tujhe kis kadar main chahun tujhe

tera hoon main kaayal tujhpe hoon main paagal mere dil ka rehbar sirf tu

lele tu talaashi yaara aake meri baahar aur andar sirf tu