Music Directors

pa pa pa oo

tukur tukur tukur tukur tukur tukur dekh taka tak x3

dil mein haan hai hothon pe naa dil mein haan hai hothon pe naa aaye bhare bazaar mein dil tod gayi zaalima

tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur dekh taka tak x2

aashiqon ki jaan le gayi aaye aashiqon ki jaan le gayi o ho kaahe rumaal magar chhod gayi zaalima

tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur dekh taka tak x2

chahne wale tere jitne hazaar sanam badh ke humse nahi honge dildaar sanam ye zamana hai bewafa toh ye zamana hai bewafa haaye mile mushkil se wafadaar koi baalma

tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur dekh taka tak x3

pa ra re pa…

ai yai ya vasco da gama ai yai ya pagdi pajama hey ai yai ya vasco da gama ai yai ya pagdi pajama

hosh mein hi sahi magar gustakhiyan ho zara aa tujhe choom loon bhale badnaamiyan ho zara

tukur tukur tukur tukur

o… hosh mein hi sahi magar gustakhiyan ho zara aa tujhe choom loon bhale badnaamiyan ho zara

husn hai bekaabu agar aau husn hai bekaabu agar hatt kaahe jazbaat ko kaabu mein rakhe baalma

tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur dekh taka tak x4

ai yai yai ya vasco da gama ai yai yai ya pagdi pajama x2

pyaar kya cheez hai peechha chhode naa wo marz hai umr bhar sar se jo miyan utre na wo karz hai iss se bach ke rehna zara iss se bach ke rehna zara nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka

tukur-tukur tukur-tukur tukur-tukur dekh taka tak x2

pa pa pa oo