Tum dil mein sharik huye

Tum dil mein sharik huye

Ahista Ahista-hindi-1913

yaadon ki – 2 parchhaayiyaan tanhaayiyaan tumse hi hai – 3 tum dil mein sharik huye ahista ahista – 3 ruh ke karib huye ahista ahista – 3 ahista ahista ahista… – 2

jindagaani teri aashiqi hai tujhse hi meri har khushi hai saansen meri yeh tujhmein basi hai yaadon ki parchhaayiyaan tanhaayiyaan tumse hi hai – 3 tum dil mein sharik huye ahista ahista – 3

chahaton ka yeh jo silsila hain baarishon ka yeh jo kaafila hain meri anjuman hai tujhse mila hain yaadon ki parchhaayiyaan tanhaayiyaan tumse hi hai – 3 tum dil mein sharik huye ahista ahista – 3 ahista ahista ahista………