Apradh-hindi-1913
Lyricists:
Indeevar
Singers:
Kishore Kumar
haye tum ho hasin wafa tumko meri jaan aate aate ayegi – 2 sharmo haya haya adat me ye aadat jate jate jayegi tum ho hasi wafa tumko
na tum pas aati ho na pas aane deti ho wah kya wafa hai
wafa ke kam ye kaise jale ko tum jalati ho – 2 ke jitna pas aate hai tum utna dur jati ho khol do julf ka sawan bahut pyasa hai ye jivan jalan ye jate jate jayegi
tum ho hasin wafa tumko meri jaan aate aate ayegi sharmo haya haya adat me tumhe ye aadat jate jate jayegi tum ho hasi wafa tumko
ho phul ho tum jis pe bahare nisar kya chahiye use jise mil gaya ho tera pyar
meri baho me aaya hai baharo sa badan tera – 2 mere hi vaste hai bas teri kushbu chaman tera hai mere samne jannat mili jaisi mujhe kismat ye duniya pate pate payegi
tum ho hasin wafa tumko meri jaan aate aate ayegi sharmo haya haya adat me tumhe ye aadat jate jate jayegi tum ho hasi wafa tumko