aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi bhole sanam ke dhoke se dil pe waar kar gayi jabse apni deke gayi naram chhuan tu

udan choo hua hua mera chain udan choo udan choo rahe neendein saari rain udan choo x2

ishq mein ek tarfa jo udhar kar gayi tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi apni dhun mein karke gayi mast magan tu

udan choo hua hua mera chain udan choo udan choo rahe neendein saari rain udan choo

dil hua malang hai mera chadha jo rang hai tera deewana dang hai tera kya khuda ne fursat mein banaya ang hai tera deewana dang hai tera

de milan ka mauka dena yoon sajna ko dhoka de na

thode se din jo sath mein guzaar kar gayi mere nayan ke sapne beshumaar kar gayi

dheemi si jalti chhod gayi aisi agan tu

udan choo hua hua mera chain udan choo udan choo rahe neendein saari rain udan choo

aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi

udan choo hua hua mera chain udan choo