Gadar-hindi-1913
udja kaale kaawan tere moonh vich khand paawan leja tu sandesa mera main sadke jaawaan baagon mein phir jhoole padh gaye pak gayan mitthiyaan ambiyaan yeh chhoti si zindagi te raata lambiyaan lambiyaan o ghar aaja pardesi ke teri meri ek jindri…
chham chham karta aaya mausam pyaar ke geeton ka ho chham chham karta aaya mausam pyaar ke geeton ka raste pe ankhiyaan rasta dekhe bichhde meeton ka
aaj milan ki raat na chhedo baat judaai waali main chup tu chup pyaar sune bas pyaar hi bole khaali o ghar aaja pardesi ke teri meri ek jindri hoye o ghar aaja pardesi ke teri meri ek jindri…
o mitra o yaara yaari todke mat jaana ho o mitra o yaara yaari todke mat jaana maine jag chhoda tu mujhko chhodke mat jaana
aisa ho nahin sakta ho jaaye to mat ghabraana main daudi aaungi tu bas ek awaaz lagaana o ghar aaja pardesi ke teri meri ek jindri o ghar aaja pardesi ke teri meri ek jindri…