Music Directors:

 Ajay-Atul

phir se zindagi mushkurayegi hum manayenge maan jaayegi aaj tak bhale ajnabi rahi aaj se humein jaan jayegi

mudke dekhna hi kyon aage ka iraada hai aaj se hai jo bhi apna aadha aadha hai

maine vaara re vaara re vaara saathiya mera mera sab pyaar pyaar pyaar mein vaara re vaara re vaara saathiya mera mera sab pyaar pyaar pyaar mein tere

phir se zindagi mushkurayegi hum manayenge maan jaayegi aaj tak bhale ajnabi rahi aaj se humein jaan jayegi

dono ko nibhana yeh umar bhar ka vaada aaj se hai jo bhi apna aadha aadha hai