Phir Bhi Dil Hai Hindustani-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
Singers:
Shankar Mahadevan
tu hi dekh maa yeh barbaadiya – 2 sab jalate ghar sab jalate nagar hai tere vande maataram vande maataram – 6
jakhmi sadake ghaayal galiya sehame chehre ?? galiya yahaan wahaan se firing ki aawaajein aaye bachcho ko liptaake roye bebas maaye khun ka pyaasa har paagal hai shehar bhi jaise abb jungle hai ghum rahe hai maaranewaale kaun hai jo insaan ko bachaale tu hi dekh maa kya hai yeh sama teri chhanv tale katate hai gale maa sun le vande maataram vande maataram – 6
deewaaron par khun ke dhabbe footpaathon par khun ke dhabbe shehar mein jaise har nukkad par maut khadi hai chauraahein par jaane kisaki laash padi hai nafrat ki naagin fan khole curfue ka sannata bolein kaun hai khuni kisi talaashe kuchh bhi nahi kehati hai laashe tu hi dekh maa aaye hum kahaan kya baat hai yuun gumraah hai kyun tere bete vande maataram vande maataram – 12