Aa Gale Lag Ja-hindi-1913
–male– o thehro meri jaan waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahan tum ho vahan main bhi hoon – 2
–female– chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon – 2
–male– suno meri jaan hanske mujhe yeh keh do bheege labon ki narmi mere liye hai ho jawaan nazar ki masti mere liye hai haseen ada ki shokhi mere liye hai mere liye leke aayi ho yeh saugaat jahan tum ho vahan main bhi hoon
–female– chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyoon ek main jawaan nahin hoon aur bhi to hai oh mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyoon main hi yahan nahin hoon aur bhi to hai jaao jaake le lo jo bhi de de tumhe haath jahan sab hai vahan main bhi hoon
–male– waada karo nahin chhodogi tum mera saath jahan tum ho vahan main bhi hoon
–female– la la la la la
–male– jawaan kayi hai lekin jahan mein koi tum si haseen nahin hai hum kya kare
–female– oh tumhe miloon main iska tumhe yakeen hai humko yakeen nahin hai hum kya kare aise nahin bhoolo zara dekho aukaat
–male– kisi ka to dena hoga de do mera saath jahan tum ho vahan main bhi hoon
–female– chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath jawaan tum ho jawaan main bhi hoon
–male– jahan tum ho vahan main bhi hoon
–female– la la la la la la la la la
–male– la la la la la la la la la