Woh ajnabi aisa koi mujhko mil gaya

Woh ajnabi aisa koi mujhko mil gaya

The Train 2007-hindi-1913

Lyricists

Singers

woh woh woh ajnabi woh ajnabi woh ajnabi – 2 woh ajnabi – 2 woh woh woh ajnabi

aisa koi mujhko mil gaya hai sathiya jise dekhkar bhuli sari duniya – 2 woh ajnabi – 2 jo dekhe door se a dekhu me usko hi o usko hi abb sab kuch bhul ke – 2

a dhadkan dhadkan ya saaso me raate raate ya khwabo me sapne sapne wohi to hai ye bata du me use

shame shame ya subhoh me shamil shamil woh har pal me har dum har dum woh baato me mere rahi hai kahi

woh woh woh ajnabi woh ajnabi woh ajnabi – 2 woh ajnabi – 2 woh woh woh ajnabi

abb aisa usse jud gaya hai silsila wohi woh nazar aaye mujhko har jagah – 2

a aa zindagi hai roshan hui hai uske noor se dil ko sacchi kushi hasil hui hai uske ishq se

mujhko abb har ghadi o har ghadi uska hi suroor hai dekhe woh usko hi ha usko hi aankhe majboor hai

a dhadkan dhadkan ya saaso me raate raate ya khwabo me sapne sapne wohi to hai ye bata du me use

shame shame ya subhoh me shamil shamil woh har pal me har dum har dum woh baato me mere rahi hai kahi

woh woh woh ajnabi woh ajnabi woh ajnabi – 2 woh ajnabi – 2 woh woh woh ajnabi

usko paaye paya mene sara jaha rab usko na karna na kabhi bhi juda – 2

o ooo abb bandagi shamil hui hai mere jist me dil ko sachhi kushi hasil hui hai uske ishq se