Music Directors:

 Pritam

yaadon ke purane album mein chhupa ke rakhe hain humne woh din gullak mein padi chavanni si bacha ke rakhe hain humne woh din

na kisi manzil ki fikar thi zindagi jeene ki umar thi dosti aur doston se udhar ke din the

woh din bhi kya din the woo… hmm… woh din bhi kya din the woo… x2

bigde hue insaan the shaitan ki santaan the

hmm… lekin brother jo bhi kaho wo yaar hi toh jaan the

college ki kudi se karne aankhein chaar ke din the aaye zindagi mein pehle pehle pyar ke din the

woh din bhi kya din the woo… wo din bhi kya din the woo… wo din bhi kya din the…

oo kharboozon ko kharboozon ki milli si sangat ke apne wo din oo jeevan pe nayi jawaani ki chadi si rangat ke apne wo din

yaad hai filmon ke purane r d burman ke wo gaane band ke keyboard ke aur guitar ke din the

woh din bhi kya din the woo… hmm… woh din bhi kya din the woo… x2