Music Directors:

 Ankit Tiwari

eak chutki roojaana tum hansi de jaana muthi bhar kuch saansein pass me ruk jaana bina shart jo baandhe humko

wo rista tum le aana wo rista tum le aana wo rista tum le aana wo rista tum le aana

jis din tum kuch khwab na bhejo neend meri chidh jaati hai jab bhi tum saansein bhejte ho umar meri badh jaati hai

tum tak jo pahunchawe mujhko wo raashta tum le aana wo rista tum le aana

wo rista tum le aana wo rista tum le aana

main tere hriday me thehra hua paani tu jo milo to halchal ho mere panw tale haa jannat hogi haath te haath jo sharte ho

tumse jo juda na kare wo rishta tum le aana wo rishta tum le aana