Woh woh naa rahe jinke liye ham the bekarar

Woh woh naa rahe jinke liye ham the bekarar

Badalte Rishte-hindi-1978

Lyricists:

 Anjaan

woh woh naa rahe jinke liye ham the bekarar abb kiska intzar aji kaisa intzar woh woh naa rahe………

hona tha jo huwa jo huwa kya bura huwa -2 kya bura huwa achha hi huwa tut gaya jhutha aitbar abb kiska intzar aji kaisa intzar woh woh naa rahe………

ik phul titne se toh ujada nahi chaman – 2 ujada nahi chaman hain aur bhi gulshan me hasin phul beshumar abb kiska intzar aji kaisa intzar woh woh naa rahe………

nakamyab ishk se hi jindagi mili – 2 jindagi mili hai jindagi toh aur milenge hajar yar abb kiska intzar aji kaisa intzar woh woh naa rahe jinke liye ham the bekarar abb kiska intzar aji kaisa intzar woh woh naa rahe………