Saand Ki Aankh-hindi-2019
jai hanuman gyan gunn sagar jai kapis tihun lok ujaagar jai hanuman gyan gunn sagar jai kapis tihun lok ujaagar dekhegi yeh duniya yeh womaniya
jab bhi yeh nikal jaaye suraj bhi pighal jaaye aasmaan ko neeche de jhuka
apne pe aaye agar pathar titar bitar kisi ka bhi tode ye gumaan dhun ki dhuandhaar ho zid agar sawaar ho tere jaise takaat dekho yahan kisi aur mein kahan
likh de nayi kahani ab tu teri zubaani bhool ke baatein purani ke kaise kisi ne kab tha kya kaha
likh de nayi kahani ab tu teri zubaani bhool ke baatein purani ke kaise kisi ne kab tha kya kaha
rokega gaaon jawani par teri zid karari tooti chaar diwari to chal padi hai ik nayi hawa
sadabahaar hai tu sabse chamakdaar hai teri roshni mein lag raha hai ab jawan jawan jahan
jai hanuman gyan gunn sagar jai kapis tihun lok ujaagar jai hanuman gyan gunn sagar jai kapis tihun lok ujaagar dekhegi yeh duniya yeh womaniya